क्या depression ठीक हो सकता है? || डिप्रेशन की दवा कब बंद होती है? #drpraveentripathi

Course ko join karne ke liye iss link par click karein- https://courses.mindsolves.com/courses/Depression-se-bahar-kaise-aaye—Using-CBT-techniques-Copy-65339829e4b0987722578c19

क्या depression ठीक हो सकता है? || डिप्रेशन की दवा कब बंद होती है? #drpraveentripathi

Depression se bahar nikalne ke liye ab aap Dr. Praveen Tripathi ka course ko join kar sakte hain jismein khud se CBT techniques (cognitive behavioural therapy) ko use karna sikhaya jata hai.

Kayi logo ke mann mein ye sawal aata hai ki kya depression ki bimari kabhi puri tarah se theek ho bhi sakti hai ya nahi. Kayi log ye sochte hain ki depression ka ilaj agar ek baar shuru ho gaya to wo jeewan bhar ya zindagi bhar chalta hai. Kayi baar social media par bhi ye baat boli jaati hai ki depression ka koi ilaj nahi jisse padhkar kuch depression ke patients bahut mayus ho jaate hain. Iss video mein Dr. Praveen Tripathi facts ko discuss kar rahe hain.

For appointments at Renowa Care, pls call 9013821178, 9818083017
Website- https://www.renowacare.com
Email- tripathipraveen1986@gmail.com
Facebook page: https://www.facebook.com/DrPraveenTripathiPsy
Instagram: https://www.instagram.com/drpraveentripathipsy
Twitter: https://twitter.com/drpraveenpsy

#depressioninhindi #depressionkailaj #depressiontreatment #depression #depressionhindi

50 Comments

  1. Sir muje pta nahi chal rha h muje kya problem h kya me dipression me hu ya kuch or h laxan to dipression ke hai but muje samj nahi aa rha h me kya kru koi meri baat manne k liye teyar nahi h muje ajib ajib khayal aate h nind nhi aati h khana nhi bhata h Rona aata h automatic sabko lagta h drama karti h Dr. Ke pas ja ja k thak gyi hu 😞😢

  2. सर मेरा नाम नुजहत है मैं चार साल से दवा खा रही हु पहले से काफी सुधार हुआ है लेकिन वेचयनी और घबराहट अभी तक नहीं साही हो रही है मेरे दो बच्चे हैं मैं वहुत परेशान हो गयी हु सर आप कुछ बतायें दवा खान से पेट में जलन होती है डॉक्टर साहब से कहो तो दवा वड़ा देते हैं

  3. Dr Sir meri beti Hai jiski Umar 23 saal hai use dipression ki problem hai 3 saal se uski dwaa chal rahi hai jab tak dwa khati hai theek rehti hai mgr dwa band hote he phir wahi presani suru ho jaati hai

  4. Sir agr depression me hath ki ns dab gya h vajan chij nhi uthata h kya yh problem ka koi ilaj h sir please sir is pe ak video bna dijiye apki bahut meharani hogi sir please please sir

  5. Sir ensan baar baar thik hokar ke phir se dipression me chala ja raha hai to kya wo properly tarike se thik ho sakta hai …..

    Kafi samay se thik nhi ho paya hai sir 10 se 12 year ho gya hai sir…

    Please 🙏 riplay sir

  6. Antidepressants Medicine Use karne se Weight gain,Stomach Problems, Diarrhea Ho jaata hai.Depression se Baahar nikalna hai toh Dawa ke Sath Dua ki bhi zaroorat padti hai,Warna Umar bhar Medicine khaate Raho.

  7. Hamari bacchi hai jo 11 mahine se depression mein vah kabhi Marne ki dhamki deti hai kabhi bhag jaati hai kabhi Marne ko pad jaati hai hamen iska koi Tarika bataiye yah kaise theek ho sakti hai

Leave A Reply