डिप्रेशन से बाहर निकलने की थेरेपी || how to overcome depression #drpraveentripathi
डिप्रेशन से बाहर निकलने की थेरेपी || how to overcome depression #drpraveentripathi
.
For appointments at Renowa Care, call – 9013821178, 9818083017
Depression course : Depression se bahar nikalne ke liye ab aap Dr. Praveen Tripathi ka course ko join kar sakte hain jismein khud se CBT techniques (cognitive behavioural therapy) ko use karna sikhaya jata hai.
.
.
Depression se bahar kaise aaye?
Kya Depression ka treatment possible hai ?
Depression ka treatment kaise kiya ja sakta hai ?
Psychotherapy kya hoti hai ?
Psychotherapy kaise karte hai ?
Psychotherapy ka kya use hai? CBT kya hoti hai ? Cognitive behavioral therapy kise kehte hai ? Counseling kya hoti hai ? Negative thoughts ko kaise kamm kar sakte hain ? Psychotherapist Depression ke symptoms ko thik karne me kaise help kar sakte hai ?
Iss video me Dr. Praveen Tripathi ne Depression ke ilaaj ke baare me discuss kia hai. Depression ka treatment do tarah se kia ja sakta hai- Medicines aur psychotherapy.
.
#depressioninhindi #depressionsebaharkaiseaaye #depression
.
Depression ke treatment me psychotherapy ko bahut important mana gaya hai. Psychotherapy me mainly Cognitive Behavioral therapy sabse effective therapy hai. CBT ko Cognitive behavioral therapy kaha jaata hai. Ye therapy trained psychologists provide karate hain.
Aisa dekha gaya hai ki Depression ke treatment me CBT kaafi beneficial hoti hai. Cognition ka matlab hai soch ya vichaar, CBT ka main aim Depression me aani wali negative soch ka ilaaj karna hai. Depression me aam taur par patients ko automatic negative thoughts aate hai, aise vichaar jo apne aap aa jaate ho aur jo ki negative ho. CBT patients ko help karti hai ki vo apne negative thoughts ko pehchaan paayein aur un thoughts se deal karna seekhein. Humare faulty ya galat believes ko techniques ke dwara kamm kia ja sakta hai. CBT humare thoughts, emotions aur behaviors ko improve karne me help karti hai.
.
इस वीडियो में Dr Praveen Tripathi sir जानकारी दे रहें हैं डिप्रेशन के लिए इस्तेमाल की जाने वाली एक महत्वपूर्ण थेरेपी सी बी टी (CBT) के बारे में
.
Website- https://www.renowacare.com
Email- tripathipraveen1986@gmail.com
Facebook page: / drpraveentripathipsy
Instagram: / drpraveentripathipsy
Twitter: / drpraveenpsy
20 Comments
link kidhar hai sir?
Link send
I am in 8 year plz help me 😢
Sir agar hormonal problem ho genetic OCD hai to ssri treatment hi leni chahiye na CBT se kya hoga hormone pe balance
Sar aap kahan per baithe ho
Hamen aapse Milana hai
How to join, where is link
Please send link
Real Youth icon, real gem, real human being, thanks a lot for your hard work 💜💫
I want to see your diamond play button, best of luck 👍💙
Sir ham bhi mentel illnes se joojh rhe hain hmare najdik koi dr nahi hai
Hi doctor mujhe schizophrenia ke bare me bataiye please uske bare me ek detail video
Aur mai spiritual schizophrenia ke bare janna chahati hu please 🙏🙏🙏 ye mere husband ko hai
Sir me ko do sal se dipeesioon hai😢
Sir CBT clss bej dijye
Great sir ❤❤❤❤❤
Link kidhr h sir
Where is the link provided?
Link kaha hein
Ham depression ka ilaaj 2 sal se karva rahe hain negro kuchh fark nahin ho raha hai Ham Kya Karen
Thank you sir