23 Comments

  1. Sir ek real event ocd par bnaye past mistake or uske future fears or routine par or symptoms hai to kya kare stuck in 1 thought and mental compulsions or routine jaise hame ye ho gya jis bhi wjha se iska solution dhundhte rahna din bhar ye sab bhi compulsion hai kya

  2. Plss sir don't ignore this comment 🙇🏻Sir I am student I am suffering from hocd I am praying 🙏🏻 ki hocd pe ek pura complete cure ka video banao bohot logo ki help hojayegi who are suffering from it aapke already posted video me proper steps nhi diye isme compulsion kaise indentify kare kaise roke plss make a complete cure video on it .me and thousands of people are suffering from it who can't offered good psychologist plss pls sir 😢

  3. Sir mene ek ladki ko notice Kiya jo muh hila rahi thi and me ocd se guzar rahi hu and mene bhi ek bar esa feel Kiya and muje laga k muje ye to nahi karne lagugi and mene ye socha k me ye nai karugi to muh hila ek bar mera tab se muje laga k ye sukun hai and tab se me ye nai karna chahti tab esa ek bar karne lagi hu 1 2 din se plz iss se related video banai jo dekhte hai vahi havi hota hai.ya kuch tips pettran do . family career sab ruka hai mera.me yr sab nai chahti hu ye thought ata hai k ye nai karna thi sirf ek bar muh hilta he thoda sa sir plz help me.pahele OCD 3 month se hai ye abhi havi ho raha hai plz sir help me.mind me sirf yahi ata hai ye nai karna and ye ho jata hai

  4. Sir mujhe raste par ya road ke upar paani mein kahi con**m pada dikh jata hai toh mujhe lagta hai ki con**m paani mein hai chapal se Paani ke chite lag toh nahi gaye. Sir please isse par vedio banaiye.

  5. Sir, me jab koi se bat krta hu to meri aakhhe samne valo ki aakho pr hi tiki rhti he.jo me bilkul nahi chata. To ab me kya kru. pliz sir muje bataeye.or ha mujme koi cumlsion nahi he. or aage Jake bhi kbhi cumlsion mujhe kabhi nahi aayega. kyoki me bhi 20 sal pahle ocd Puri tarah se chot phusai he. Or Bina interest bger me ocd se bhar nikla hu. aapke video me btaye hua bhut sare idia me 20 sal phle aazma Chuka Hu . Or in idia se mujhe ocd se bhar niklnme mujhe kadhi fayda bhi mila he. lekkin bhir mujhe lagta he maionar ocd abhi he. to obsetion ko puri tarah se kese thik kru.

  6. Very nice explanation sir now I understand I was taking hyper responsibility that's become ocd now I feel well this is enough for ocd patient to recover thank you for helping for free❤

Leave A Reply