What are symptoms of mental illness (in Hindi/Urdu). मानसिक रोग के लक्षण क्या होते हैं?
Mansik bimari ke lakshan kya hote hain? Mansik rog ke lakshan kya hote hain? What are the symptoms of psychiatric illnesses? How to identify psychiatric disorders?
Agar aap khud se depression ko theek karne ke techniques seekhna chahte hain, to aap humare course ‘depression se bahar kaise niklein’ ko join kar sakte hain. Iss course mein Dr. Praveen Tripathi ne cognitive behavioural therapy (CBT) ki techniques ko use karna sikhaya hai. Inhi techniques ka istemaal depression ke patients ki counselling mein kiya jaata hai. Course ko join karne ke liye, neeche diye link ko click karein
https://www.drpraveentripathi.com
For appointments at Renowa Care, pls call 9013821178, 9999808648
Website- https://www.renowacare.com
Email- renowacare@gmail.com, tripathipraveen1986@gmail.com
Facebook page: https://www.facebook.com/DrPraveenTripathiPsy
Instagram: https://www.instagram.com/drpraveentripathipsy
Twitter: https://twitter.com/drpraveenpsy
Mansik bimari ya dimagi bimari ek aam bimari hai. Depression, anxiety jaisi bimariyaan to kafi common ho chuki hain. Lekin aksar ye dekha gaya hai ki log mansik rog ko pehchan nahi paate hain aur mansik rog ka ilaj karne mein bahut der kar dete hain. Dimagi rog ke lakshan aam taur pe emotions aur soch mein aate hain. Mansik rog ke lakshan ko agar jaldi se pehchan liya jaye aur sahi samay pe mansik rog ka ilaj kiya jaaye to acchche natike milte hain. Iss video mein Dr Praveen Tripathi jo ek senior psychiatrist aur sexual disorders ke specialist hain, wo mansik rogon ke lakshan ke baare mein baat kar rahe hain.
Email Id- tripathipraveen1986@gmail.com
Psychiatric disorders are quite common. Mental illnesses like anxiety and depression are becoming increasingly prevalent. However, the awareness of psychiatric disorders or mental disorders continues to be poor. People often are not able to identify the symptoms of psychiatric disorders and are also hesitant in seeking help for the treatment of psychiatric illnesses because of stigma. The inability to identify psychiatric illnesses in time often results in delayed diagnosis and delayed treatment. In this video, Dr Praveen Tripathi, who is a senior psychiatrist and sexual disorders specialist, talks about the common symptoms of psychaitric disorders.
Email Id- tripathipraveen1986@gmail.com
Dr Praveen Tripathi is a renowned psychiatrist who practices in Delhi-NCR. He did his MBBS from University College of Medical Sciences (UCMS, Delhi) and MD (Psychiatry) from the prestigious Institute of Human Behavior and Allied Sciences (IHBAS, Delhi). He also underwent training at the world-renowned Mount Sinai School of Medicine, New York, USA and Kansas University Medical Centre, Kansas, USA. He is one amongst the few Indian doctors who have cleared the prestigious United States Clinical Skill examination that evaluates a doctor’s clinical competency. Dr. Tripathi underwent training in the use of transcranial magnetic stimulation therapy from Harvard Medical Centre, which is the topmost medical college in the USA..
46 Comments
Agar aap khud se depression ko theek karne ke techniques seekhna chahte hain, to aap humare course 'depression se bahar kaise niklein' ko join kar sakte hain. Iss course mein Dr. Praveen Tripathi ne cognitive behavioural therapy (CBT) ki techniques ko use karna sikhaya hai. Inhi techniques ka istemaal depression ke patients ki counselling mein kiya jaata hai. Course ko join karne ke liye, neeche diye link ko click karein
https://www.drpraveentripathi.com
Iss course ke baare mein aur jankari ke liye, ye video dekhein
https://youtu.be/OVJL850rAD8
Sir apana mobile n do plz bahut jaruri hai
Sir meri sister hai jise kuchh paresani hai o kabhi kabhi bahut hasti hai aur haste haste rone lag jati hai kya aap bata sakte hai ki kya hua hai
Dr. Sahab ek patient dikhana kisko aur dikhayen
Aapka clinic Kahan hai sir
सर मानसिक बिमारियो क्या गरे सर अर भुल्न्ने का इलाज बतादो❤
Sir positive thinking kya hai
Sir depression ka kya illaj hai
How can I book appointments with you …..please share the address of your clinic in delhi ncr if available
Sir mere papa ji main bhi aise hi symptoms aa rahe hai lekin psychologist ke pass koi le jaane wala nahin hai Ghar wale sab samjhane lagte Hain unko samajh mein nahin aata Bina medicine ke kaise theek hoge
मेरे दीदी की तबीयत खराब है सब दुआ करो की वह ठीक हों जाय ना कुछ खा रही है ना पी रही है ना ही बोल रही है दो बच्चे हैं छोटे छोटे।
प्लीज ठीक हों जाय
From Nearly about 2 years I am facing excessive urine , pain in different parts of the body like heart , breathing , brain , throat etc but my every report was clear but still I consumed all those medicines which never made me normal but when I went to BMAS doctor he said its anxiety which caused this problem . Whatever symotoms he said were turned out to be true . Now I am going to Psychatrist .
Boht achi video hai 😅
Sir aapka fon number chiae muje
इंसान बहुत बड़े बड़े सपने देखने लगते हैं जो कि सम्भव नहीं है वो कोन सी बिमारी होती हैं
Doctor uncle mujhe bhi ek aise hi gambhir bimari ne gher liya hai lagbhag mujhe ye bimari 2,3 sal se hai ,meri bimari ye hai doctor uncle ki mai jab bhi kabhi apne realativ ke yahan par jati hu ya mere realativ mere ghar aate hai to mai bahut hi jyada nervous ho jati hu ,meri heart beet bahut jyada badh jati hai, mujhe bahut hi ghabrahat hone lagti hai ,yhan tak ki guests ko dekhte hi mere chehre se muskan ekdum gayab ho jati h aur bhut jyada dar lagne lagta hai ,aur haath pair bhi kanpne lagte hai , fir mai ye sochti hoon ki samne wala dekhkar kya bolega mere bare mai, kya sochega . Waise to mai age is time 19 sal h ,lekin ye problem pta ni khan se ho gi mujhe kahin bahar aane jane baht dar lagta hai, chahe kitna bhi khushi ka kyu na ho ,mai us pal ko khulkar enjoy ni kar pati hu ye meri zindagi ki sabse badi paresani h agar ye kisi trah theek ho jaye to mujhe apni life mai kuchh ni chahiye fir, mai ek middle class family se belong karti hoon ,jiski bjah se meri is problem ko koi bhi samjh pata…😢😢😢😢😢 Please doctor uncle kch btaiye ki ye problem mujhe kis bjh se hai 😭😭😭
Doctor uncle mujhe bhi ek aise hi gambhir bimari ne gher liya hai lagbhag mujhe ye bimari 2,3 sal se hai ,meri bimari ye hai doctor uncle ki mai jab bhi kabhi apne realativ ke yahan par jati hu ya mere realativ mere ghar aate hai to mai bahut hi jyada nervous ho jati hu ,meri heart beet bahut jyada badh jati hai, mujhe bahut hi ghabrahat hone lagti hai ,yhan tak ki guests ko dekhte hi mere chehre se muskan ekdum gayab ho jati h aur bhut jyada dar lagne lagta hai ,aur haath pair bhi kanpne lagte hai , fir mai ye sochti hoon ki samne wala dekhkar kya bolega mere bare mai, kya sochega . Waise to mai age is time 19 sal h ,lekin ye problem pta ni khan se ho gi mujhe kahin bahar aane jane baht dar lagta hai, chahe kitna bhi khushi ka kyu na ho ,mai us pal ko khulkar enjoy ni kar pati hu ye meri zindagi ki sabse badi paresani h agar ye kisi trah theek ho jaye to mujhe apni life mai kuchh ni chahiye fir, mai ek middle class family se belong karti hoon ,jiski bjah se meri is problem ko koi bhi samjh pata…😢😢😢😢😢 Please doctor uncle kch btaiye ki ye problem mujhe kis bjh se hai 😭😭😭
Very very good information sir 👌👌👌👌
Sir jo log apne aap se baate karte hai unko koi bimari hoti ha kya😢😢😢😢
Sir kya kisi ke brain ka print lekar kisi vyakti par najar rakha ja sakta h.. Ya use mentally paresan kiya ja sakta h….. Kisi medical technology ke dwara aisa sambhav h……
Apake number sent me
Waheguru ji
Father hai jeena haram kar ke rakhe 10 ke barabar
ज्यादा मोबाइल dekhne se bhi hota hi kya
क्या psycologist को सब details batana जरूरी hai
बहुत सही
Bina kisi wajah se ho raha hai sir pls bataye kya hua hai mujhe my dear sir mai bahut takleef me hu
hamko dikhana hai kaha milna padega
Mera maa ka brend demeg hua hai sab log dua kijiye ga 😢 please 🙏
Docter sir aap ka mo. No. De kirpa kar aur aur mujhe Hindi me samjhay
Plz jarur replies de
How can I contact you
Wonderful knowledge thank you so much❤❤
Thanks
Great 👍
Sir app kaha s h plz sir rep…
Me bhi isi hal se gujar rha hu
Ok bai
Iska illaj kya hai
Mere bhai ko hai kafi sal hogye hain Dr keh rahe hain ki case bigad Chuka hai to iske liyee kya kree ap hi btaoo
Sir mujhe kisi bhi vyakti say baat karte samay yaa use javab dete samay bahut gabhrahat hati
Koti koti dhnyavad
Mere v husband ka behaviour Aisa hi hai , wo mentaly unfit haai
Kya aap sir treatment de skte h
❤❤❤❤❤
Sit, please mere baton ko ignore mat karna sir, hamare sheher main jo sichotric hain woh batata hain ki mujhe koi bimari nahi hain lekin mujhe pata hain ki mujhe bimari hain sir, main logo se baat bhi nahi kar sakti, thik se padai bhi nahi kar sakti sir, kuch solution dijiye please mere maa baap bhi mujhe pasand nahi karta woh hamesha mujhe datte rehte hain ki padai kar padai kar sir, main bohut problem main hoon ,😭😭😭😭😭😭😭